Ghusal Khane Ke Adab Aur Manaahi — Hadees
Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 38vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.
(38) Hadees: Hazrat Ibne Abbas (R.A.) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ne ghusal-khana mein libaas utaarne se aur doobki (kund) lagane se mana farmaya.
Khulasa: Kyunki ye andesha hai ke is se peshab ya naak ki rutubat (giraawat) ghusal-khana ke paani mein chali jaaye.
(Hawala: Tirmidhi)
📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)
Unwaan: Hadees-38 | Ghusal Khane Ke Adab
Zaroor Padhein: Ghusl Kab Farz • Shaadi Ke Liye Istikhara • Istikhara Karne Ka Tarika
