Teen Log Jannat Mein Nahi Jayenge — Hadees Ka Bayan

Teen Log Jannat Mein Nahi Jayenge — Hadees Ka Bayan
★ Teen Shakhs Jannat Se Mahroom ★

Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 37vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.

(37) Hadees: Hazrat Abu Bakr Siddiq (R.A.) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ne farmaya: Teen shakhs jannat mein daakhil na honge: kassai (jaanwar-qashaar), kanjus, aur ehsan dikhane wala.

(Hawala: Tirmidhi)

📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)

Unwaan: Hadees-37 | Teen Log Jannat Nahi

Zaroor Padhein: Namaz Ki Ahmiyat • Namaz Ka Bayan • Namazon Ki Rak’atein