Rasool ﷺ Ka Saya Na Suraj Mein Na Chand Mein | Hadees
Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 10vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.
(10) Hadees: Hazrat Lakwan (R.A.) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ka parchhaaya na suraj ke neeche nazar aata tha, na chand mein, aur na qaza-e-haajat (hezakh) ka koi asar nazar aata tha.
Khulasa: Yaani aap ﷺ se koi badboo nazar na aati thi, siwaye khushbu ke.
(Hawala: Manahilus-Safa-7)
📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)
Unwaan: Hadees-10 | Rasool Ka Saya
Zaroor Padhein: Ghaus-e-Azam Ka Waqia • Namaz Ka Bayan • Khwaja Garib Nawaz
