Jannat Ki Zaban Arabi — Rasool ﷺ Ki Wasiyat

Jannat Ki Zaban Arabi — Rasool ﷺ Ki Wasiyat
★ Arabon Ko Teen Baaton Par Mehboob Rakho ★

Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 12vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.

(12) Hadees: Hazrat Ibne Abbas (R.A.) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ne Arabon ki khairkhwaahi karte hue farmaya: Arabon ko teen baaton ki wajah se mehboob rakho: (1) Main Arabi hoon, (2) Quran Sharif Arabi hai, (3) Jannat walon ki zaban Arabi hai.

(Hawala: Baihaqi, Shoa bul Imaan)

📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)

Unwaan: Hadees-12 | Jannat Ki Zaban

Zaroor Padhein: Imam Hasan Ki Ibadat • Namaz Ka Bayan • Namaz Ki Ahmiyat