Namaz-e-Jamaat Ki Fazilat | Hadees Ki Roshni Mein
★ Badi Jamaat Ki Namaz Pakdo ★
Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 13vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.
(13) Hadees: Hazrat Ibne Umar (R.A.) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ne farmaya: Badi jamaat ki namaz pakdo, beshak! jo badi jamaat se juda hua, use jahannum mein daal diya jaayega.
(Hawala: Ibne Maajah)
📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)
Unwaan: Hadees-13 | Namaz-e-Jamaat
Zaroor Padhein: Namaz Ka Bayan • Namazon Ki Rak’atein • Sajdah-e-Sahw Ke Masail
