Hajj Kis Par Farz Hai? Saman Aur Sawari Wali Hadees

Hajj Kis Par Farz Hai? Saman Aur Sawari Wali Hadees
★ Hajj Ki Shart — Saman Aur Sawari ★

Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 25vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.

(25) Hadees: Hazrat Ibne Umar (R.A.) se marvi hai ke ek shaqs Rasool-e-Khuda ﷺ ki khidmat mein haazir hua aur poocha: Ya Rasoolallah! Hajj kis par wajib karte ho? Aap ﷺ ne farmaya: Saman (sahara) aur safar ke zariye (sawari) wale par.

Khulasa: Matlab: hajj ka farz hona safar ke saman aur sawari miassar hone ki shart se hai — jis ke paas ye dono hon, us par hajj wajib ho jaata hai.

(Hawala: Tirmidhi, Ibne Majah)

📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)

Unwaan: Hadees-25 | Hajj Kis Par Farz

Zaroor Padhein: Namaz Ka Bayan • Ahle Bait Ka Kirdaar • Imam Hasan Ki Ibadat