Hajj Mabrur Ka Asar — Gunahon Se Paak | Hadees
Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 26vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.
(26) Hadees: Hazrat Abu Hurairah (R.A.) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ne farmaya: Jo Allah ke liye hajj kare, rafas (haiz) se bache aur gunah na kare, to uska hajj usay aisa paak kar deta hai jaise us din ki tarah jis din uski maa ne usay janam diya tha — yaani gunahon se bilkul paak.
(Hawala: Bukhari va Muslim)
📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)
Unwaan: Hadees-26 | Hajj Mabrur
Zaroor Padhein: Ahle Bait Ka Kirdaar • Namaz Ka Bayan • Namazon Ki Rak’atein
