Adhoore Kaam Poore Hone Ki Dua | Hasbiyallah Wazifa

★ Adhoore Kaam Poore Honge ★

Hazrat Abu Darda (Radiyallahu Anhu) se riwayat hai ke Hazoor Akram (Sallallahu Alaihi wa Sallam) ne irshad farmaya: jo shakhs subah aur shaam saat (7) martaba is du'a ko padhe — Khuda sacche dil se padhe ya ghulte dil se — to Khuda Ta'ala us ke tamam kaamon ki kifalat karega, yaani us ke adhoore kaamon ko paay takmeel tak pahunchane ke asbaab paida farmayega.

★ Woh Du'a ★

حَسْبِيَ اللَّهُ لَا إِلَٰهَ هُوَ عَلَيْهِ تَوَكَّلْتُ وَهُوَ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ

"Hasbiyallaahu laa ilaaha huwa, 'alayhi tawakkaltu wa huwa Rabbul-'arshil-'azeem."

Padhne ka waqt: Subah aur shaam — har waqt saat (7) martaba. Dil saccha ho ya ghulta ho, Allah Ta'ala ne is ki kifalat ka wada kiya hai.

[Hawala: Amal Kam Nafa Zyada — page 70; asal marja "Sunan Abu Dawud", Hadees 5081.]

وَصلّی اللهُ تَعالیٰ عَلَی سَیِّدِنا مُحَمَّدٍ وَّآلِهٖ وَصَحبِهٖ اَجمَعِیـن

📖 Kitaab: Amal Kam Nafa Zyada — page 70

📚 Asal Marja: Sunan Abu Dawud (Hadees 5081)

🔗 Yeh Bhi Zaroor Padhein: Hazrat Ibrahim (A.S) Ki Dua • Be-Misaal Amal Aur Ba'd-e-Namaz Ke Wazaif • Istikhara Karne Ka Tarika