Makkah Ke Pahar Rasool ﷺ Ko Salam Karte The | Hadees
Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 8vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.
(8) Hadees: Hazrat Ali Ibne Abi Taalib (R.A.) se marvi hai ke aap ne farmaya: Main Makkah Muqarrama mein Nabee-e-Kareem ﷺ ke saath tha. Jab hum Makkah Sharif ki kisi taraf se bahar jaate, to jo pahar aur zameen saamne aati, woh kehti: “Assalaamu alaika yaa Rasoolallah!”
(Hawala: Tirmidhi)
📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)
Unwaan: Hadees-8 | Makkah Ka Salam
Zaroor Padhein: Ghaus-e-Azam Ka Waqia • Namaz Ka Bayan • Khwaja Garib Nawaz
