Me'raj Ki Raat Buraq Ka Wada | Manghadat Riwayat (5) Ka Faisla
🚫 Logon Me Mashhoor Baat
"(5) Huzoor Rasool-e-Kareem ﷺ ne Me'raj ki raat Buraq par sawar hote waqt Allah Ta'ala se yeh waada liya ke Qayamat ke din jab sab log qabron se uthenge, to har shakhs ke liye uski qabar ke paas ek ek Buraq Allah Ta'ala bhejega."
★ Satya No Nirdesh — Haqeeqat ★
Yeh waqya bhi banawati hai. Aala Huzrat (Alaihir-Rahmatu war-Ridwan) ne farmaya:
"Yeh riwayat be-asal (daleel ke bagair) hai." (Ahkaam-e-Shariat, Bhag-2, Page-143)
[Hawala: Manghadat Tatha Banawati Riwayaat — item (5); asal marja "Ahkaam-e-Shariat", Bhag-2, Page-143.]
وَصلّی اللهُ تَعالیٰ عَلَی سَیِّدِنا مُحَمَّدٍ وَّآلِهٖ وَصَحبِهٖ اَجمَعِیـن
📖 Kitaab: Manghadat Tatha Banawati Riwayaat — item (5)
📚 Asal Marja: Ahkaam-e-Shariat (Bhag-2, Page-143)
🔗 Yeh Bhi Zaroor Padhein: Ghaus-e-Azam Aur Malak-ul-Maut Ka Waqia • Kya Yeh Musalman Hain?? • Filmi Geeton Ke Kufriya Alfaaz