Surah Waqia Har Raat Padhein — Faqr Kabhi Nahi Aayega
Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 31vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.
(31) Hadees: Hazrat Ibne Masud (R.A.) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ne farmaya: Jo koi Surah Waqia har roz raat ko padhe, usay kabhi faqr (mohtaji) nahi pahunchti.
Aur Hazrat Ibne Masud (R.A.) apni betiyon ko hukm karte the ke ye surah har roz raat ko padha karein.
(Hawala: Bukhari, Shoa bul Imaan)
📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)
Unwaan: Hadees-31 | Surah Waqia
Zaroor Padhein: Namaz Ka Bayan • Ghusl Ke Faraiz • Hazrat Ibrahim Ki Dua
