Surah Fatiha Har Bimari Ki Shifa Hai — Hadees
★ Surah Faatiha — Shifa ★
Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 29vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.
(29) Hadees: Abdullah Malik Ibne Umair (mursal) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ne farmaya: Surah Faatiha har bimari ki shifa hai.
(Hawala: Daarimi, Baihaqi, Shoa bul Imaan)
📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)
Unwaan: Hadees-29 | Surah Fatiha Ki Shifa
Zaroor Padhein: Namaz Ka Bayan • Ghusl Ke Faraiz • Hazrat Ibrahim Ki Dua
