Shafaat-e-Rasool ﷺ — Tamam Insaniyat Ke Liye Rehmat

Shafaat-e-Rasool ﷺ — Tamam Insaniyat Ke Liye Rehmat
★ Mujhe Shafaat Ata Ki Gayi ★

Aaj ki qist me hum kitab “Chalees Hadeeso” se 6vi hadees pesh kar rahe hain — jaisi kitab me likhi hai, waise hi tarjume ke sath.

(6) Hadees: Hazrat Jaabir (R.A.) se marvi hai ke Rasool-e-Khuda ﷺ ne farmaya: Mujhe shafa’at ata ki gayi hai. Doosre nabiyon apni apni qaum ke liye bheje gaye the, aur main tamam logon ke liye bheja gaya hoon.

Khulasa: Is hadees se pata chala ke Huzoor ﷺ ki izzat aam hai aur aaj ki poori duniya Huzoor ﷺ ki ummati hai.

(Hawala: Muslim, Bukhari)

📖 Kitaab: Chalees Hadeeso (40 Hadeeso)

Unwaan: Hadees-6 | Shafaat-e-Rasool

Zaroor Padhein: Ghaus-e-Azam Ka Waqia • Namaz Ka Bayan • Khwaja Garib Nawaz